Sunday, October 13, 2019

heart touching shayari


Shayari Sad in Hindi and English font
Wo Tere Khat Teri Tasvir Aur Sookhe Phool,
Udaas Karti Hain Mujh Ko Nishaniyan Teri.
वो तेरे खत तेरी तस्वीर और सूखे फूल,
उदास करती हैं मुझ को निशानियाँ तेरी।
Shayari Very Sad, Tere Khat Teri Tasvir Aur Sookhe Phool
Ajab Chirag Hoon Din-Raat Jalta Rahta Hoon,
Thak Gaya Hoon Hawa Se Kaho Bujhaaye Mujhe.
अजब चिराग हूँ दिन-रात जलता रहता हूँ,
थक गया हूँ मैं हवा से कहो बुझाए मुझे।

Advertisement

Sad Shayari Hindi, Katra Ki Nikal Jate Hain

Read Hindi Sad Shayari about Painful Moments of Love
Mil Bhi Jate Hain Toh Katra Ke Nikal Jate Hain,
Hain Mausam Ki Tarah Log.... Badal Jaate Hain,
Hum Abhi Tak Hain Giraftar-e-Mohabbat Yaaro,
Thokarein Kha Ke Suna Tha Ke Sambhal Jate Hain.
मिल भी जाते हैं तो कतरा के निकल जाते हैं,
हैं मौसम की तरह लोग... बदल जाते हैं,
हम अभी तक हैं गिरफ्तार-ए-मोहब्बत यारों,
ठोकरें खा के सुना था कि संभल जाते हैं।
Latest Sad Shayari in Hindi
New Sad Shayari in Hindi
Read here best sad shayari in hindi, love breakup sad shayari, new sad shayari with image, shayari on sad feelings, very love sad shayari, funny sad shayari wallpaper, sad sms picture, latest sad status for whatsapp, sad message, sad fb status, sad girl shayari, very sad man shayari. Sad Shayari written by famous poets like mirza ghalib, allama iqbal, faraz ahmad, mir taqi meer, daagh dehlavi also available in our collection.


Sad Shayari, Bewaqt Bewajah Besabab

Sad Shayari Status in Hindi for Facebook and Whatsapp
Bewaqt Bewajah Besabab Si Berukhi Teri,
Phir Bhi Beinteha Chahne Ki Bebasi Meri.
बेवक्त बेवजह बेसबब सी बेरुखी तेरी,
फिर भी बेइंतहा तुझे चाहने की बेबसी मेरी।

Hindi Sad Shayari, Bewaqt Bewajah Besabab
Hindi Sad Shayari for Lovers

Dekhi Hai Berukhi Ki Aaj Humne Intehaan,
Hum Pe Najar Padi Toh Mehfil Se Uthh Gaye.
देखी है बेरुखी की आज हम ने इन्तेहाँ,
हमपे नजर पड़ी तो वो महफ़िल से उठ गए।

Advertisement

Hindi Sad Shayari, Pukara Nahi Usey

Tearful Sad Hindi Shayari for Lonely Lover
Ek Najar Bhi Dekhna Ganwaara Nahi Usey,
Jara Sa Bhi Ehsaas Hamaara Nahi Usey,
Wo Sahil Se Dekhte Rahe Doobna Hamara,
Hum Bhi Khuddar They Pukara Nahi Usey.
एक नजर भी देखना गंवारा नहीं उसे,
जरा सा भी एहसास हमारा नहीं उसे,
वो साहिल से देखते रहे डूबना हमारा,
हम भी खुद्दार थे पुकारा नहीं उसे।

No comments:

Post a Comment

heart touching shayari

Shayari Sad in Hindi and English font Wo Tere Khat Teri Tasvir Aur Sookhe Phool, Udaas Karti Hain Mujh Ko Nishaniyan Teri. वो तेरे ख...